Producer: Mehak PalEditor: Aparna Singh | AUGUST 23, 2024
Piku Dialogues
Shoojit Sircar’s directorial venture, Piku, is regarded as one of the best movies of Deepika Padukone till date. Here are 10 Piku dialogues from the 2015 film that are cherished even today.
Piku Dialogues
“
Ek age ke baad parents apne aap zinda nahi reh paate. Unko zinda rakhna padta hai. Aur woh zimmedaari bachhon ka hi hai.
“
Piku Dialogues
“
Yeh burden burden kya laga rakha hai aapne? Emotional blackmail karke parents ko pata nahi kya sukh milta hai.
“
Piku Dialogues
“
Sirf low IQ wala log shaadi karta hai. Dekhbaal karna hai, mera karo. Shaadi ke baad father ka ghar chhod karke, doosre ghar mein jaana, udhar dekhbaal karna, how foolish! I gave birth to you, ki naa? Hum toh tum ko chhod kar gaya nahi. So now I am your child, you do the same.
“
Piku Dialogues
“
Maybe this is the way forward, issi ko log development bolte hain. But apni roots, agar unko ukhaad do, toh kya bachega?
“
Piku Dialogues
“
Aise walk karne se kuch nahi hoga, jaa ke bethiye bathroom mein ho jaayegi.
“
Piku Dialogues
“
Death aur shit…yeh do cheezen kisi ko, kahin bhi, kabhi bhi aa sakti hai.
“
Piku Dialogues
“
Insaan ka emotion uska motion ke saath juda hua hai.
“
Piku Dialogues
“
Dilli mein galti kisi ki bhi ho, police danda driver par hi chalati hai.
“
Piku Dialogues
“
Tum kya shaadi karega isse? She’s moody like me. And woh virgin nahi hai!
“
Piku Dialogues
“
Semi-liquid motion first, then two days of constipation, what should I do? Yeh Koi message hota hai dene ke liye, office mein?