BY ENTERTAINMENT DESK | may 30, 2024
Paresh Rawal, the inimitable actor, who turned 69 on May 30, has appeared in Hindi, Gujarati, Tamil, Telugu films, and is known for character roles, as villains and in comic roles. Here are some of his iconic funny dialogues
Image Source: X
Teja main hoon, mark idhar hai
Image Source: X
Murgiyon ka farm kholunga, poultry farm. Hazaaron murgiyan paalunga jo laakhon ande denge. Laakhon ando se karoron murgiyan aur unke kai crore ande aur arabon omelette. Woh khaane ke liye bread bhi main hi dunga, main bakery bhi kholunga. Bread ka badshah aur omelette ka raja Bajaj. Hamara Bajaj!
Image Source: X
Babu bhaiya / Baburav Ganpatrao Aapte: Utha le re baba, utha le… mereko nahi re, in dono ko utha le
Image Source: X
Woh main mast tel me fry karke khagaya
Image Source: X
Arre baba wrong number hai toh uthati kaiko hai re?
Image Source: X
Kauwa kitna bhi washing machine mein nahale…bagula nahi banta
Image Source: X
Aap logon ko upar waale ne bheja toh bheja… lekin bheje mein bheja hi nahin bheja
Image Source: X
Kheeche huye kaan se mila hua gyan… hamesha yaad rehta hai
Image Source: X
Woh khada tha Gandhi ki tarah, par jhaad gaya aandhi ki tarah aur aapke aadmi gir gaye maachis ke kaandi ki tarah!
Image Source: X
Ek baar agar mera dimaag garam ho gaya na… toh thanda bhi fatafat ho jaata hai
Image Source: X